usse door reh ke bhi to uska sath diya hai itne dukh humne nhi baante jitne khuda ne humme baant diya hai
usse door reh ke bhi to uska sath diya hai itne dukh humne nhi baante jitne khuda ne humme baant diya hai
Har sapne ko haqeekat bana dunga Tumhe chhod likhi har waseehat jala dunga Saja dunga ghar tumhari baaliyon se Tumhe likhte khud kamra bhar jata taaliyon se Yu to tareef pe tumhari kuch keh nhi pata Un aankhon ko dekhe bina mai reh nhi pata Samdar hain unme base kayi Yu mai dekh…
Tu bhi to nhi keh sakti Jo sunna chahti thi mujse Hum kareeb itne ho gye the Ki sath milke door jana pda kuch to aisa likh hi dunga jo agle janam bhi teri yaad dilaye khafa phir khud se reh bhi lunga jo usme bhi tu hath na aaye mai dil sehla k dilase deta hu ki tu khush hogi dil…
Likha nhi tha ye sab jo bhi ho gya hai Likha padh k kyu vo bhi ro rha hai Meri zubaan pe kisi ka naam na ho Hua to kaash vo meri zubaan na ho Doho me padhte hain usse padhne ko kitaabe lagti hain Ishq ho duniya me bas bin mukaam na ho
Thak gya hu mai, nazar aate aate Vo phir door ho jata hai, nazar aate aate Bas vo pyar hai mera, rahega hardum Tum baant hi dena, kabar aadhe aadhe
Jo badi khaas thi mere liye, uski zehen me kho gyi hain baatien Mai bhi thode dukh me, baitha hu kisi k jabardasti ki yaad me Usse dikhta to hoga n, chhoti chhoti baaton pe dhyan jata hai mera Toot bhi jata hu, pr uske ek baar bolne se dil maan jata hai mera Bohot jada bol deta…
Haalat-e-roshni ab jaaye to phir jaaye kidhr Vo hate agle pal hi waqt kitna jaaye bikhar Or phir dosh dein hum roshni ko Aaya hi kyu mehmaan vo jisse jaana tha khaye begair Aadhi duniya dhaki rakhi roshni se Phir aadhi pe roshan chaand hai kyu Khushi k intezaar me bhi nazar atak…
Meri zindagi ki mod ka aelaan krdo Meri kitabon mai aake apna naam bhardo Vo shayri bhi padhne layak na bane Jisme tumhari pehchan na ho
Itna khalipan bardash nhi hota Kya tuje thoda bhi ehsaas nhi hota Jab mai tere aas paas nhi hota Kash muje kabhi pyar nhi hota Khush rehna to jaise bhool hi chuka hu Khushiyo k intezaar mai kabse door hi ruka hu Pass jane se khushiyon k darta hu Door se dekh k khush rehne ka…
Mai jo tujse kehna chahta hu vo tu likhit paye Tera har uthaya kadam nyi reet laye Meri parchahiyi ki tarah tu dhoop mai sahit aaye Agar hmari chahat alag hai, agar hmari jung alag hai Bhagwan krre mai har jau ye jung or tu jeet jaye.
Na logo ki soch badal ske n hatho ki lakeere Likh likh k kajaz kalam zaya kiya hai sabhi ne Janjire pehna do agar pyar karna gunah hai to Kalam kehti dua hai vo mai kehta khuda hai vo.
Meri maut ki sez pe tum sir rakh k roo dena Vo boonde mai falak tak le jana chahta hu Rona mat tum jab muje jala rhe honge Apne andar k angaar ko mai bhi bujhana chahta hu Apne sapno mai bulana muje kabhi kabhi Apni band aankho ko tumhari aankho ki duniya dikhana chahta hu Apna…