Maut ki sez pe
I genuinely want this to happen
Meri maut ki sez pe tum sir rakh k roo dena
Vo boonde mai falak tak le jana chahta hu
Rona mat tum jab muje jala rhe honge
Apne andar k angaar ko mai bhi bujhana chahta hu
Apne sapno mai bulana muje kabhi kabhi
Apni band aankho ko tumhari aankho ki duniya dikhana chahta hu
Apna hath pher dena ek baar mere chehre pe
Marne k baad mai swarg ka ehsaas pana chahta hu.
Responses (0)