Jo badi khaas thi mere liye, uski zehen me kho gyi hain baatien
Mai bhi thode dukh me, baitha hu kisi k jabardasti ki yaad me
Usse dikhta to hoga n, chhoti chhoti baaton pe dhyan jata hai mera
Toot bhi jata hu, pr uske ek baar bolne se dil maan jata hai mera
Bohot jada bol deta hu mai masoomiyat me bohot safa bol deta hu
Kahi mujse uub kr, nafrat na krle baaton se meri muje bhool kr
N jane ab usse nazam padhna pasand hai bhi ya nhi
N jane meri maujudgi,ab khwaish me uske hai bhi ya nhi
Vo darti thi muje khone se, agle janam kahi bhool n jau usse bhoole se
Zidd krti thi der tak baat krne ki, chahat thi kuch kaam sath krne ki
Nhi hoti jada baatien ab, pyar to kabhi nhi tha mujse usse
Bohot wafadar hain uski yaadien pr
Responses (0)