Har sapne ko haqeekat bana dunga
Tumhe chhod likhi har waseehat jala dunga
Saja dunga ghar tumhari baaliyon se
Tumhe likhte khud kamra bhar jata taaliyon se
Yu to tareef pe tumhari kuch keh nhi pata
Un aankhon ko dekhe bina mai reh nhi pata
Samdar hain unme base kayi
Yu mai dekh tumhe beh nhi jata
Responses (0)