Na ho
Likha nhi tha ye sab jo bhi ho gya hai
Likha padh k kyu vo bhi ro rha hai
Meri zubaan pe kisi ka naam na ho
Hua to kaash vo meri zubaan na ho
Doho me padhte hain usse padhne ko kitaabe lagti hain
Ishq ho duniya me bas bin mukaam na ho
Likha nhi tha ye sab jo bhi ho gya hai
Likha padh k kyu vo bhi ro rha hai
Meri zubaan pe kisi ka naam na ho
Hua to kaash vo meri zubaan na ho
Doho me padhte hain usse padhne ko kitaabe lagti hain
Ishq ho duniya me bas bin mukaam na ho
usse door reh ke bhi to uska sath diya hai itne dukh humne nhi baante jitne khuda ne humme baant diya hai
Har sapne ko haqeekat bana dunga Tumhe chhod likhi har waseehat jala dunga Saja dunga ghar tumhari baaliyon se Tumhe likhte khud kamra bhar jata taaliyon se Yu to tareef pe tumhari kuch keh nhi pata Un aankhon ko dekhe bina mai reh nhi pata Samdar hain unme base kayi Yu mai dekh…
Tu bhi to nhi keh sakti Jo sunna chahti thi mujse Hum kareeb itne ho gye the Ki sath milke door jana pda kuch to aisa likh hi dunga jo agle janam bhi teri yaad dilaye khafa phir khud se reh bhi lunga jo usme bhi tu hath na aaye mai dil sehla k dilase deta hu ki tu khush hogi dil…
Responses (0)