Teri khushiyon me hai
Mere khamoshi ka raaz teri khushiyon mai hai
Mere jeewan ki kitab teri aankhon se hai
Tu hasti hai to lagta hai jaise mere sath ho
Tu mayus ho jaye lo lage sari duniya naraz ho
Chaand se roshan aasman ko dekhu to lage tu aas pass hai
Dekho in ped podho ko, patjhad mai bhi barish ki aas hai.
Responses (0)