Kayi roop honge mere bohot door dhoop se kahi
Har roop se daru mai khush kisi roop me nahi
Ab mai daru itna jada khudse jaise katghare me baitha ho gunegaar bina saboot k kahi
Gham me dekhu aankhein, aankhein uski lage sharab ki tarah
Uss nashe k bin to aankhein chubhti kisi kaanch ki tarah
Uss kaanch k bin aayena jisse dekh khudse baat ki jara
Baaton me thi vo jiski tasveer bane theek meri aankh ki tarah
Responses (0)