Chalo neend me milta hu
Pairon me chhale hai mere
Kaaton pe chlta hu
Jo phool tuje dena hai
Uski jad dhundhta rehta hu
Or kya khoob hai ye badal
Jinpe tere naam ka pehla akshar bunta hu
Suraj doob gya in aasuo se ab
Chand khil gya hoga mera
Chlo, neend me milta hu!!!
Responses (0)